Garaj Baras - Lyrics

Singer: Talat Aziz

Khushiyon Se Daaman Bhar Do Na Zaraa
Aakhon Ko Sapnein De Do... Sookhe Ko Haraa
Din Ko Bhor Koi Sunaahi De De Re Maula

Garaj Baras Pyaasi Dharti Par
Phir Paani De Maula
Chidiyon Ko Daane
Bachchon Ko Gud Dhaani De Maula

Maula Re Maula Re Maula… Maula Re Maula Re Maula
Maula Re Maula Re Maula Re Maula Re Maula Re Maula Re Maula

Do Aur Do Ka Jod Humesha
Chaar Kahaan Hota Hai
Soch Samajh Waalon Ko Thodi
Naadaani De Maula

Chidiyon Ko Daane
Bachchon Ko Gud Dhaani De Maula
Garaj Baras Pyaasi Dharti Par
Phir Paani De Maula

Tere Hote Koi Kisi Ki
Jaan Ka Dushman Kyun Hai
Jeene Walon Ko Marrne Ki
Aasaani De Maula

Chidiyon Ko Daane
Bachchon Ko Gud Dhaani De Maula
Garaj Baras Pyaasi Dharti Par
Phir Paani De Maula

Maula Re Maula Re Maula… Maula Re Maula Re Maula
Maula Re Maula Re Maula Re Maula Re Maula Re Maula Re Maula

Phir Paani De Maula