Sehri Ka Waqt - Lyrics

Singer: Azam Ali, Kapil Thapa

Tera kalma main jab bhi padhta hoon
Ash-Hadu Alla Ilaha Illallah

Sehri ka hai waqt mominon
Sehri Karlo
Maah e Ramzaan mein rehmat se
Jholi Bharlo
Sehri ka hai waqt mominon
Sehri Karlo
Sehri Karlo
Maah e Ramzaan mein rehmat se
Jholi Bharlo
Jholi Bharlo
Utho Mominon
Utho Mominon
Utho Mominon
Utho Mominon
Allahu Akbar

Fajr ada kar farz ada kar
Apne rab ka shukr ada kar
Fajr ada kar farz ada kar
Apne rab ka shukr ada kar
Jhuk kar sajdon mein tu apne
Sab ke rab ka shukr ada kar
Sacche dil se tauba karke
Taza kar imaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan

Roza rakh aur iftaari kar
Allah ka har raaz hai is mein
Roza rakh aur iftaari kar
Allah ka har raaz hai is mein
Iske baad taraweeh padhna
Bakhshish ka har taj hai is mein
Roza rakhna farz hai tumpe
Kehta hai Quraan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan
Ye hai Maah e Ramzaan