Garib Nawaz Hassan - Lyrics

Singer: Munnawar Masoom

Maula Maula
Gareeb Nawaz Khwaja Moinuddin Hassan
Gareeb Nawaz Khwaja Moinuddin Hassan
Khwaja E Hind Al Wali
Khwaja E Hind Al Wali
Aap Hain Ibn E Sakhi
Aap Hain Jaan E Ali
Aap Hain Ibn E Sakhi
Aap Hain Jaan E Ali
Khwaja E Hind Al Wali
Khwaja E Hind Al Wali
Aap Hain Ibn E Sakhi
Aap Hain Jaan E Ali

Gareebon Ka Rakh Lo Bharam Mere Khwaja
Karam Ho Karam Ho Karam Morey Khwaja
Ke Tere Deewane Tere Naam Lewa
Ab Kahaan Tak Sahe Ranj O Gham Mere Khwaja
O Sultan E Hind Al Wali Morey Khwaja
Ho Tum Panjatan Ki Kali Morey Khwaja
Inayat Ki Sab Par Nazar Kardo Khwaja
Ho Usman Ke Pyare Ali Ke Dulare
Hussain O Hassan Ki Ho Aankhon Ke Taare
Karam Ki Nazar Kardo Hum Par Khudara

Chala Jaa Chala Jaa Tu Dar Pe Sawali
Dar E Khwajagah Se Na Lautega Khali

Pakad Le Pakad Le Tu Khwaja Ki Jali
Gareebon Ke Bekason Ke Khwaja Hai Waali
Fazl Ka Dariya Hai Vo Apna To Zariya Hai Vo
Fazl Ka Dariya Hai Vo Apna To Zariya Hai Vo
Inayat Ki Sab Par Nazar Kardo Khwaja
Ho Usman Ke Pyare Ali Ke Dulare
Hussain O Hassan Ki Ho Aankhon Ke Taare
Karam Ki Nazar Kardo Hum Par Khudara
Aap Hain Ibn E Sakhi
Aap Hain Jaan E Ali