Jo Kitab Humko - Lyrics

Singer: Saheal Khan

Jo kitaab hum ko Nabi ne di
Jo kitaab hum ko Nabi ne di
Vo gharon mein Yun hi dhari rahi
Ye tamaam qaum ki bhul hai
Hai tumhare naam se ibtida
Hai tumhare naam se inteha
Meri dhadkano mein hai mustafa
Meri dhadkano mein hai mustafa
Jo kitaab hum ko Nabi ne di
Vo gharon mein Yun hi dhari rahi

Meri saans saans durood hai
Ye tumhare dum se wajood hai
Meri zindagi na fizool hai
Meri zindagi na fizool hai
Meri baat baat Nabi nabi
Mere sath sath chale wohi
Mere sar pe unki dua rahe
Mere sar pe unki dua rahe
Hai tumhare naam se ibtida
Hai tumhare naam se inteha
Meri dhadkano mein hai mustafa
Meri dhadkano mein hai mustafa
Jo kitaab hum ko Nabi ne di
Vo gharon mein Yun hi dhari rahi

Lagi dhoop usko Zara nahi

Jo kabhi khiza se dara nahi
Jo tumhari shaakh ka phool hai
Jo tumhari shaakh ka phool hai
Main tumhare dar ka Ghulam hoon
Ke deewana main sar e aam hoon
Main sarapa Ishq ka jaam hoon
Main sarapa Ishq ka jaam hoon
Hai tumhare naam se ibtida
Hai tumhare naam se inteha
Meri dhadkano mein hai mustafa
Meri dhadkano mein hai mustafa
Jo kitaab hum ko Nabi ne di
Vo gharon mein Yun hi dhari rahi
Ye tamam qaum ki bhul hai
Hai tumhare naam se ibtida
Hai tumhare naam se inteha
Meri dhadkano mein hai mustafa
Meri dhadkano mein hai mustafa