Shah-E-Mardan - Lyrics

Singer: Farhan Sabri

Hai ilaahi se ye,
Hai ilaahi se hi ye to
Hasil ke Jannat ka
dil tasavvur kar raha hai

Hai ilaahi se ye,
Haasil jaan mili, Haasil imaan mila
Haasil faizaane Shere Khuda ka mila,
Khuda ka mila

Ham dhool ki tarah the chandan bana diya hai
Mujhe jabse mil gaya hai sadqa tumhara
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka
Sadqa do ya burado malikoyam subhanu
Ho ab ye inayate
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka

Hai khaibar ki deeware daaye gawah
Kya kuwwate Maula Ali ka hai maqaam
Ahsan tumhara ahsan tumhara
Sar utha ke jee rahe
Hai khaibar ki deeware daaye gawah
Kya kuwwate Maula Ali ka hai maqaam
Ahsan tumhara ahsan tumhara
Sar utha ke jee rahe

Ham dhool ki tarah the chandan bana diya hai
Mujhe jabse mil gaya hai sadqa tumhara
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka

Sadqa do ya burado malikoyam subhanu
Ho ab ye inayate
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka
Sadqa Shahe Mardan ka,
Sadqa mere Shah ka