Ya Hussain E Maula
Ya Hussain E Allah
Jag mein Hussain
Rehbar Hussain Maula
Ali Ali Ali…
Ali Ali Ali…
Ya Hussain E Maula
Ya Hussain E Allah
Jag mein Hussain
Rehbar Hussain Maula
Dil se Qubool Hussain
Karta hoon Khidmat Hussain
Wafa ka shaher Hussain
Shaffaf aaina Hussain
Baste dil ho ya ujde
Sultan E Deen O Jahan Hussain
Wafa ka shaher Hussain
Shafaf aaina Hussain
Baste dil ho ya ujde
Sultan E Deen O Jahan Hussain
Mile bin mange khairat e jahan
Faqat dar hai zamane mein aur hai aisa kahan
Wo dil dil hi nahi hai banjar veeran
Jis mein muhabbat na ho Hussain basa
Sawaar hote the wo unpe kuch is tarah
Muhabbat E Hussain paake khush the nana
Hai aisi bemisal Shahadat E Hussain
Yun wo misal ban gaye ke dekhe sara jahan
Duniya ki zarurat Hussain
Karun main ibadat Hussain
Wafa ka shaher Hussain
Shafaf aaina Hussain
Baste dil ho ya ujde
Sultan E Deen O Jahan Hussain
Wafa ka shaher Hussain
Shafaf aaina Hussain
Baste dil ho ya ujde
Sultan E Deen O Jahan Hussain
Ali Ali Ali…
Ali Ali Ali…
Wafa ka shaher Hussain
Shafaf aaina Hussain
Baste dil ho ya ujde
Sultan E Deen O Jahan Hussain
Saari Insaniyat duniya ki jis par qurban hai
Muhammad ka nawasa wo beta Ali ka hai
Noor kuch aisa Hussain ab bhi chamka hai
Naam ka tumhare jhoka ab bhi mahka hai
Jisne lahoo se deen ka chirag jalaya hai
Pehchan naam hai Hussain banda tu musalman hai
Apna dukh tu suna sar ko jhuka
Sar ko jhuka
Hain ye waris E Dojahan Hussain hai
Ibn e Ali hai Maula Hussain
Rab ka wali hai Maula Hussain
Wafa ka shaher Hussain
Shafaf aaina Hussain
Baste dil ho ya ujde
Sultan E Deen O Jahan Hussain
Wafa ka shaher Hussain
Shafaf aaina Hussain
Baste dil ho ya ujde
Sultan E Deen O Jahan Hussain
Ali Ali Ali…
Ali Ali Ali…
Ali Ali Ali…
Ali Ali Ali…