Yaad E Hussain - Lyrics

Singer: Azam Ali Mukarram

Yaad e Hussain mein rota hoon main
Maula Maula karta hoon
Yaad e Hussain mein rota hoon main
Maula Maula karta hoon
Yaad e Hussain mein rota hoon main
Maula Maula karta hoon
Maula Maula karta hoon
Daman apna bhigota hoon main
Maula Maula karta hoon
Daman apna bhigota hoon main
Maula Maula karta hoon

Maula kis se batate aakhir dil pe gham kya tutte hain
Maula kis se batate aakhir dil pe gham kya tutte hain
Dil ke chain jigar ke tukde haathon se jab chhutte hain
Dil ke chain jigar ke tukde haathon se jab chhutte hain
Haathon se jab chhutte hain
Haathon se jab chhutte hain
Jab jab tanha hota hoon main
Maula Maula karta hoon
Jab jab tanha hota hoon main
Maula Maula karta hoon
Daman apna bhigota hoon main
Maula Maula karta hoon
Maula Maula karta hoon
Yaad e Hussain mein rota hoon main
Maula Maula karta hoon

Yaad e Hussain mein rota hoon main
Maula Maula karta hoon

Pyaase bacche jalte khaime reh jate hain aankhon mein
Pyaase bacche jalte khaime reh jate hain aankhon mein
Ashk bahe jo gham mein unke
Gham se bhare un ashkon mein
Gham se bhare un ashkon mein
Gham se bhare un ashkon mein
Dil ko apne dubota hoon main
Maula Maula karta hoon
Dil ko apne dubota hoon main
Maula Maula karta hoon

Khamoshi hi khamoshi hai nazrein jahan tak jaati hain
Khamoshi hi khamoshi hai nazrein jahan tak jaati hain
Dil mein phir hai shor o fughan phir aankhein aansoon bahati hain
Dil mein phir hai shor o fughan phir aankhein aansoon bahati hain
Mun ashkon se dhota hoon main
Maula Maula karta hoon
Mun ashkon se dhota hoon main
Maula Maula karta hoon
Maula Maula karta hoon
Yaad e Hussain mein rota hoon main
Maula Maula karta hoon
Yaad e Hussain mein rota hoon main
Maula Maula karta hoon
Daman apna bhigota hoon main
Maula Maula karta hoon

Maula Maula karta hoon
Maula Maula karta hoon
Maula Maula karta hoon