Aaj kal hote hain dil yeh kaanch ke
Haan kaanch ke
Rakhna... ho tu rakhna
Sambhaal ke... hoo sambhaal ke
Badi naazuk hai yeh manzil
Mohabbat ka safar hai
Dhadak aahista se ae dil
Mohabbat ka safar hai
Aaj kal hote hain dil yeh kaanch ke
Haan kaanch ke
Koi sun le na yeh kissa
Bahut darr lagta hai
Magar darrne se kya haasil
Mohobbat ka safar hai
Badi naazuk hai yeh manzil
Mohabbat ka safar hai
Aaj kal hote hain dil yeh kaanch ke
Haan kaanch ke
Bataana bhi nahin aasaan
Chhupaana bhi kathin hai
Khudaya kis kadar mushkil
Mohabbat ka safar hai
Badi naazuk hai yeh manzil
Mohobbat ka safar hai
Dhadak aahista se ae dil
Mohabbat ka safar hai
Aaj kal hote hain dil yeh kaanch ke
Haan kaanch ke