Maine Dekhi Hain - Lyrics

Singer: Priya Mallick

Maine Dekhi Hain
Maine Dekhi Hain Khwaja Ki Dariya Dili
Maine Dekhi Hain Khwaja Ki Dariya Dili
Us Chashm E Karam Ka Kya Kehna
Us Chashm E Karam Ka Kya Kehna
Khali Rehta Nahi Koi Dast E Dua
Khali Rehta Nahi Koi Dast E Dua
Badshah E Haram Ka Kya Kehna
Maine Dekhi Hain
Maine Dekhi Hain Khwaja Ki Dariya Dili
Maine Dekhi Hain Khwaja Ki Dariya Dili
Us Chashm E Karam Ka Kya Kehna
Us Chashm E Karam Ka Kya Kehna
More Khwaja Piya More Khwaja Piya
More Khwaja Piya More Khwaja Piya
More Khwaja Piya More Khwaja Piya
More Khwaja Piya More Khwaja Piya

Fikr Kya Usko Jispe Meharbaan Vo
Fikr Kya Usko Jispe Meharbaan Vo
Ye Jahaan Saltanat Uska Sultaan Vo
Jake Dekho Kabhi Uske Dehleez Pe
Jake Dekho Kabhi Uske Dehleez Pe
Mushkil E Raah Kar Dega Aasan Vo
Kardiya Mere
Kardiya Mere Aaqa Ne Mujhko Riha
Kardiya Mere Aaqa Ne Mujhko Riha
Ki Haqib E Alam Ka Kya Kehna
Ki Haqib E Alam Ka Kya Kehna

Hai Gawah Muddaton Se Zameen Aasman
Hai Gawah Muddaton Se Zameen Aasman
Uske Hote Hue Koi Tanha Kahaan
Hai Nigahbaan Uspe Yaqeen Rakh Zara
Hai Nigahbaan Uspe Yaqeen Rakh Zara
Vo Na Majboor Chhode Kisi Ko Yahaan
Uski Nemat Ke
Uski Nemat Ke Aashiq Talabghaar Hum
Uski Nemat Ke Aashiq Talabghaar Hum
Us Gani Hum Qadam Ka Kya Kehna
Us Gani Hum Qadam Ka Kya Kehna
Khali Rehta Nahi Koi Dast E Dua
Khali Rehta Nahi Koi Dast E Dua
Badhshah E Haram Ka Kya Kehna
Maine Dekhi Hain
Maine Dekhi Hain Khwaja Ki Dariya Dili
Maine Dekhi Hain Khwaja Ki Dariya Dili
Us Chashm E Karam Ka Kya Kehna
Us Chashm E Karam Ka Kya Kehna
More Khwaja Piya More Khwaja Piya
More Khwaja Piya More Khwaja Piya
More Khwaja Piya More Khwaja Piya
More Khwaja Piya More Khwaja Piya