Ya Maula Ya Khuda - Lyrics

Singer: Sameer Khan

Ya Allah Ya Maula
Ya Maula Ya Khudaya is karam ka shukriya

Main kahaan tha qabil e haq fir bhi daman bhardiya

Karliya maqbool tumne ab nahin koi aarzoo

Har gunaah tu jaan kar bhi
Har gunaah tu jaan kar bhi mujhko kaamil kardiya
Ya Maula Ya Khudaya is karam ka shukriya
Ya Maula Ya Khudaya is karam ka shukriya

Ya wahiba al ataya ye inayat kam nahin
Ya wahiba al ataya ye inayat kam nahin
Zalzalon ke bich se jo
Zalzalon ke bich se jo pesh sahil kardiya
Ya Maula Ya Khudaya is karam ka shukriya
Ya Maula Ya Khudaya is karam ka shukriya

Main kahaan tha qabil e haq